Shayad ye intezar ab meri zindagi ka hissa sa ban chuka hai,
Shayad ye akelapan ab mujhe apna sa lagne laha hai,
Shayad ye suni raho pe chalna mujhe aacha sa lagne laha hai,
Shayad en benaam eaasto ko ab mere naam se jana jane laga hai......
Shayad ye kali raatein mujhse kuch sawaal puch rahi hai,
Shayad ye nam sansein mujhse kuch bolna chah rahi hai,
Shayad roz ke kash ma kash me ye awaaz kahi dabi ja rahi hai,
Shayad ye kalam kuch likhte likhte ruki se ja rahi hai........
Shayad roz ke tarah ye raat bhi beet jane wali hai,
Shayad hamesha ki tarah ye kalam phir ruk jane wali hai,
Shayad kuch sawaal yun hein bina jawab ke reh jane wale hai,
Shayad kuch jawabo ke bina ye sawaal raat me kho jane wale hai...........
Shayad kal savera kuch naya apne saath lane wala hai,
Shayad har sham wahi tanhayi bhari raat apne saath lane wali hai,
Shayad kuch sawaal yunhi alfajo me so jane wale hai,

No comments:
Post a Comment