Na jane kyon ye thaki hue aankhen, kisi ke hasi dekhne ka intezar kar rahi hai,
Na jane kyon ye bekarar ruh, kis nadaan dil ke chu jane ka intezar kar rahi hai..
Na jane kyon ye badnaseeb kismat, kisi kismat wale ke aane ka intezar kar rahi hai,
Na jane kyon ye thaki hue aankhen, kisi ke hasi dekhne ka intezar kar rahi hai..
Na jane kyon ye dhadakta dil, kisi ke awaaz sunane ki guzarish kar raha hai,
Na jane kyon ye sunsaan raat me, kisi ke kadmo ki aahat ka intezar kar raha hai..
Na jane kyon sawere ke pehle pehar me, kisi ki ek nazar didar ke aas ho raha hai,
Na jane kyon ye garam hue jamin ko, kisi badal ke barasne ka intezar ho raha hai..
Na jane kyon es pehle barish me, hamara bhi ek kashti chalane ka mann kar raha hai,
Na jane kyon es barish ke bundo me, kisi bache ki muskurahat dekhne ka mann kar raha hai..
Na jane kyon es rimjhim barish me, hamara bhi aaj kho jane ka mann ho raha hai,
Na jane kyon es indradhanush me, hamara bhi zindagi me kuch rang bharne ka mann ho raha hai..
Na jane kyon es aane wali raat me, ye dil phir wahi saaz chedne wala hai,
Na jane kyon ye dhadakta dil, kisi ke awaaz sunane ki guzarish karne wala hai,
Na jane kyon ye thaki hue aankhen, kisi ke hasi dekhne ka intezar karta rehne wali hai ...