Na Jane ye kaun se daud hai, magar har koi yaha daude chala ja raha hai,
Na Jane ye kaun ye raste jate kaha hai, magar har koi bas chale ja raha hai.....
Subah se sham aur sham se subah, bas raat din ek kiye ja raha hai,
Na ghar ka pata hai na pariwar ka, bas sukh suvidha ke daud me daude ja raha hai.......
Ghar me jaha kabhi ek pankha bhi na tha, aaj har room me AC hai,
Magar na jane wo pehle wali se neend ab aati kyon nahi.......
Na Jane ye kaun se daud hai, jisme har koi daude ja raha hai, bas daude ja raha hai..........

No comments:
Post a Comment